Paroles de Kali Kali Zulfon Ke

Nusrat Fateh Ali Khan
Husn-vaale vafaa nahiiN karte
Ishq-vaale daGhaa nahiiN karte
Zulm karnaa to inkii aadat hai
Ye kisii kaa bhalaa nahiiN karte
[These] pretty ones are not faithful
[but] the lovers do not cheat.
Tyranny is their [of pretty ones] habit
[and] they never benefit anyone.
Jo nazar aar-paar ho jaaye
Vo hii dil kaa qaraar ho jaaye
Apnii zulfoN kaa Daal do saayaa
Tiirgii Khush-gavaar ho jaaye
Terii nazroN ko dekh paaye agar
Sheikh bhii mai-gusaar ho jaaye
Tujhko dekhe jo ek nazar vo rang
ChaaNd bhii sharm-saar ho jaaye
Aaiinaa apne saamne se haTaa
Ye na ho Khud se pyaar ho jaaye
The glance that pierces through
Tranquilizes the heart.
Spread the shadows of your tresses
To make darkness pleasent.
If a pious person are able to see your glances
He would also become intoxicated.
If it sees you for an instant
The moon would feel ashamed.
Remove the mirror from your front
[else] you may fall in love with yourself.
Phuul ho jaatii ho yuuN taish meN aayaa na karo
Faasile Khatm karo, baat baRhaayaa na karo
Ye nigaaheN, ye ishaare, ye adaayeN, taubaa!
In sharaaboN ko sar-e-aam luTaayaa na karo
Shaam gahrii ho to kuch aur hasiiN hotii hai
Saayaa-e-zulf ko chehre se haTaayaa na karo
InterprèteNusrat Fateh Ali Khan
LabelIUS
Paroles ajoutées par nos membresParoles ajoutées par nos membres